Saturday, February 13, 2021

Ek pyar ka nagma hain

Ek pyaar kaa naghmaa hai
Maujon kii ravaani hai
Zindagii aur kuch bhi nahin,
Teri meri kahaani hai

Of love, many a poetic tale together tied,
Like the ebb and flow of the tide,
Life is nothing but a ride,
But a story of you and me inside!

Kuch paakar khonaa hai
Kuch khokar paanaa hai
Jeevan ka matlab to 
Aanaa aur jaanaa hai

To gain a pound, we loose a penny,
Losing a pound we shall gain many. 
What more is life's meaning,
To know that it is nothing more than coming and going?


Do pal ke jeevan se,
Ek umr churaani hai.

From a life of moments few,
Steal we must a lifetime through. 

Tu dhaar hai nadiyaa kii
Main teraa kinaaraa hoon
Tu meraa sahaaraa hai, main teraa sahaaraa hoon
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paanii hai


You are the very water of this life's river,
I am your shore quenched by you, my giver.
Support each other do we by holding on tight,
Welling in my eyes is an ocean of hope, a ray of light.


Toofaan to aanaa hai
Aakar chale jaanaa hai
Baadal hai yeh kuch pal kaa, chhaakar dhal jaanaa hai
Parachhaaiiyaan reh jaatii, reh jaatii nishaanii hai

Tempests await us as we turn every corner,
Come they shall for sure, but pass they will surer.
Fleeting are these dark clouds that shall come and go,
Etch they will in our memories an indelible shadow.

Urdu word meanings:

naghma: tale ; mauj : wave,tide ; ravaani: flowing, departing; zindagi: life; kahaanii: story;
 matlab: meaning; pal: moment ; umr: age, lifetime;  dhaar: water; nadiyaa: river; kinaaraa: shore; sahaaraa: support; samandar: ocean; aashaa: hope, wish; paanii: water; toofaan: storm, tempest; baadal: cloud; chaakar : casting ; dal: diminish, disappear, depart ; parchaaii: shadow; nishaanii: symbol, sign

Credit : https://mrandmrs55.com/2012/10/04/ek-pyar-ka-naghma-hai-lyrics-and-translation-lets-learn-urdu-hindi/

Song : Ek Pyar Ka Nagma Hai
Album : Shor (1972)
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh
Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Santosh Anand

No comments:

Post a Comment