Thursday, January 22, 2015

Yaad nahin kya kya dekha

Yaad nahin kya kya dekha tha, saare manzar bhool gaye
Uski galiyon se jab guzre apna hi ghar bhool gaye

No memories of sights, sounds, places and people remain
Having passed by your street , forgotten I have, mine

Khoob gaye pardes ke apne dewaar-o-dar bhool gaye
Sheesh mahal mein aisa bhi mitti ke ghar bhool gaye

Aimlessly lost in foreign lands of yours,
Forgotten have I my homes' walls and doors
In glass houses of yours do I dwell ,
Forgotten have I like what mud homes smell

 
Mujhko jinhone qatl kiya hai, koi unhe batlaaye Nazeer
Meri laash ke pehlu mein woh apana khanjar bhool gaye

Kindly let her know Nazeer
In whose love, smitten to death I am
Besides my body lifeless,
Forgotten had Venus, her dagger precious
 

[manzar]=View/Vision/Sight/Scene
[qatl]=kill
[khanjar]=dagger
[pehlu]=beside
[Nazeer] = poet Nazeer Baqari